Tum Meri Ankh Ka Tewar Na Bhula Pao Ge By Wasi Shah, Wasi Shah Best Urdu Poetry Tum Meri Ankh Ka Tewar Na Bhula Pao Ge..
Romantic Poetry, Sad Poetry, Love Poetry, Urdu Poetry, English Poetry SMS, Funny SMS, Tex Messages | Poetrylar is a latest blog about tech news, Technology News, Gadgets, Software, Social Media, Mobile, Games, Internet News, Mobile Reviews and It News
Thursday, July 19, 2012
Ankhen Begh Jati Hen By Wasi Shah Urdu Poetry
Wasi Shah Poetry Ankhen Begh Jati Hen.. Latest Wasi Shah Poetry Ankhen Begh Jati Hen, Wasi Shah Poetry
Thursday, July 5, 2012
Main Ne Poocha Kaisay Ho
Download Urdu Poetry Main Ne Poocha Kaisay Ho Free... Latest Urdu Poetry Main Ne Poocha Kaisay Ho Available Here...
Main Ne Poocha Kaisay Ho?
Badlay Ho Yan Waisay Ho?
Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Main Koi Kami?
Hijer Ka Kuch Ihsaas To Ho ga
Koi tumharay pass to ho ga?
Main bichra yeah majboori thi
Kab manzoor mujhe doori thi
Sath Hamara Kab choota
Rooh ka rishta kab toota
Ankh se jo Aansoo behte hain
Tum ko khabar hai kia kehte hain?
Main ne kaha awaz tumhari
Aaj bhi hai humraaz hamari
Phool Wafa ke khil jaien gay
Ik din hum phir mil jaien gay...
Ejaaz Hai Kis Ka Ye ( Allama Iqbal)
Allama Muhammad Iqbal Best Urdu Poetry Ejaaz Hai Kis Ka Ye.. Download Urdu Poetry Ejaaz Hai Kis Ka Ye by Allama Muhammad Iqbal...
Ejaaz hai kis ka ye gardish-e-zamana
Toota hai asia main ye sehar-e-firangana
Tameer aashiyan se main ne ye raaz paya
Ehel-e-nawa k haq main bijli hai aashiyana
Ye bandag Khudaye, wo bandage gadaye
Ya banda-e-Khuda ban, Ya banda-e-zamana
Ghafil na ho khudi se kar apni paasbani
Shayad kisi haram ka tub hi hai aastana
Ay La Illaa K waris, baqi nahi hai tujh main
Guftaar dilbarana, kirdaar kahiraana
Tere nigah se dil senon main kaanpte the
Khoya gaya hai tera jazba-e-qalandarana
Raaz-e-haram se shayad “Iqbal” ba khabar hai
Hain is ki guftugu k andaaz muhrimaana
Subscribe to:
Posts (Atom)