Romantic Poetry, Sad Poetry, Love Poetry, Urdu Poetry, English Poetry SMS, Funny SMS, Tex Messages | Poetrylar is a latest blog about tech news, Technology News, Gadgets, Software, Social Media, Mobile, Games, Internet News, Mobile Reviews and It News
Monday, February 4, 2013
Now create iPhone Application!
Pakistani Girl Most Beautiful Pics | Wallpapers | Numbers
Pakistani Girls are known for her
beauty and Simplicity. Most Pakistani and desi girls are found of chatting by
sms I mean text messages because she want a sensor friend in her life to share
every thing with her boyfriend or friend.. The Pakistani girls and desi girls
also giving her number in many desi sites at several times as well as forums,
so you can easily contact Pakistani girls mobile numbers and also see Pakistan
girls wallpapers and Pakistani girls pics in my website/blog… Enjoy the pics of
desi and Pakistani girls.
CIGARETE PEENE KA BUHOT DIL CHAHA
CIGARETE PEENE KA BUHOT DIL CHAHA
Pathan ko raat me cigarete peene ka
buhot dil chaha
Sab taraf machis dhoond li , par
kahen nahi mili
Jab buhot
tang aagaya to mom batti bujha k so gaya .
Eid Mubarak SMS
Eid Mubarak SMS
R U Waiting 4
My Msg?
.-*-.
( ‘.’ )
=(,,)=(,,)=
Shoo Shweeeeet..
Dont Worry.
How Can I
Forget U?
HERE Comes
My Wish.
Eid Mubarak
Mausam Hai Barish Ka, Aur Yaad Tumhari Aati Hai
Mausam Hai Barish Ka, Aur Yaad Tumhari Aati Hai
Mausam hai Barish ka,
Aur yaad tumhari aati hai,
Barish kay her ik Qatray se,
Aawaz tumhari aati hai,
Badal jab garajta hai,
Dil ki dharkan barh jati hai,
Aur Dil ki her ik dharkan se,
Aawaz tumhari aati hai,
Jab taiz hawaen chalti hain,
To yaad tumhari aati hai,
Mausam hai Barish ka,
Aur yaad tumhari aati hai.
Friday, February 1, 2013
Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Nasir Kazmi
Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Nasir Kazmi.. Nasir Kazmi is a great poet his Ghazal Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi is one of the best poem or Ghazal. You also enjoy to read this Ghazal... Enjoy Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Nasir Kazmi.. and also Download Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Gulam Ali
دل میں ایک لہر سی اُٹھی ہے ابھی
کوئی تازہ ہوا چلی ہے ابھی
شور برپا ہے خانۂ دِل میں
کوئی دیوار سی گِری ہے ابھی
کچھ تو نازُک مِزاج ہیں ہم بھی
اور یہ چوٹ بھی نئی ہے ابھی
بھری دُنیا میں دِل نہیں لگتا
جانے کِس چیز کی کمی ہے ابھی
شہر کی بے چراغ گلیوں میں
زندگی تجھ کو ڈھونڈتی ہے ابھی
تم تو یارو! ابھی سے اُٹھ بیٹھے
شہر میں رات جاگتی ہے ابھی
وقت اچھا بھی آئے گا ناصر
غم نہ کر زندگی پڑی ہے ابھی
Ajib tarz-e-mulaqat ab k bar rahi | Parveen Shakir
tumhin the badle hue ya meri nigahen thin
tumhari nazron se lagta tha jaise meri bajaye
tumhare ghar main koi aur shakhs aya hai
tumhare ohad ki denen tumhen mubarak
so tum ne mera swagat usi tarah se kiya
jo afsaran-e-hukumat k aitaqad main hai
takallufan mere nazdik a k baith gaye
phir ehtamam se mausam ka zikr cher diya
kuch us k bad siyasat ki bat bhi nikli
adab par bhi koi do char tabsare faramaye
magar na tum ne hamesha ki tarah ye pucha
kya waqt kaisa guzarta hai tera jan-e-hayat
pahar din ki aziyat main kitni shiddat hai
ujar rat ki tanhai kya qayamat hai
shabon ki sust rawi ka tujhe bhi shikwa hai
gam-e-firaq k qisse nishat-e-wasl ka zikr
rawayatan hi sahi koi bat to karte
Faiz Ahmad Faiz Teri Umeed Tera intazaar jab se hai
Teri Umeed Tera intazar jab se hai
na shab ko din se shikaayat na din ko shab se hai
kisi kaa dard
ho karate hai.n tere naam raqam
gilaa hai jo bhi kisii se teri sabab se hai
huaa hai jab se dil-e-nasabur beqabu
kalam tujhase nazar ko ba.Dii adab se hai
agar sharar hai to bha.Dake, jo phuul hai to khile
tarah tarah kii talab tere rang-e-lab se hai
kahaa N gaye shab-e-furqat ke jaganevale
sitaara-e-sahar ham-kalam kab se hai
Subscribe to:
Posts (Atom)