Showing posts with label Na wajood Apna. Show all posts
Showing posts with label Na wajood Apna. Show all posts

Monday, August 22, 2011

Ek Tmaasha Yee Zeest Theri


Wajood Apna,
Na Rooh Apni
Bas Ek Tmaasha Yee Zeest Theri
Na Dil Lagi May Sakoon Paya
Na Aashiqi May Qarar Aya
Na Wasal Lamhay Hi Raas Ayee
Na Firaq Hi Hum Gozar Payee
Ajab Yee Chahat K Marhaly Hain
Na Jeet Payee Na Har Payee
Na Hi Yaadoun Ki Dhound Utri
Na Dil Ke Daaman Ko Jhar Payee
Na Ankain Khwaaboun Ko Dhond Paa'een
Na Khwaab Ankhoun Ko Dhond Payee
Bus Ek Tmaasha Yee Zeest Theri
Wajood Apna,
Na Rooh Apni....!!

Thursday, August 4, 2011

Sanum Tarash Ko Aadab-E-Kafrana Samuj

Sanum Tarash Ko Aadab-E-Kafrana Samuj
Her Aik Sang-E-Sir-E-Rah Ko Khuda Na Samuj
Mai Tuj Ko Mang Raha Hon Qabool Ker K Na Ker
Ye Baat Teri Meri Hei ,Esy Dua Na Samuj
Palet K Aaye Ga Wo B Gai Rutoon Ki Tara
Jo Tuj Sey Root Gaya Hei Usy Juda Na Samuj
Rah-E-Wafa Mei Koi Aakhri Muqaam Nai
Shikest-E-Dil Ko Muhabet Ki Intaha Na Samuj
Her Aik Sahib-E-Manzil Ko Bamuraad Na Jan
Her Aik Rah Nasheen Ko Shikesta Pa Na Samuj
Farazaaj Ki Dunya Merey Wajood Mei Hey
Merey Shukhn Ko Faqet Meira Tazkara Na Samuj

Friday, July 22, 2011

"Na Wajood Apna, Na Rooh Apni

"Na wajood apna, na rooh apni
Bas ik tamasha yeh zeest thehri
Na dil lagi main sakoon paya
Na aashqi main qarar paya
Na wasl lamhay hi raas aaye
Na firaaq hi ghum guzaar paaye
Ajab yeh chahat k marhalay hain
Na jeet paaye na haar paaye
Na hi yaadon ki dhund utri
Na dil k daaman ko jhaar paaye
Na aankhain khawabon ko dhoond paaien,
Na khawab aankhon ko dhoond paay'"

Saturday, July 9, 2011

NA WAJOOD APNA, NA ROOH APNI

Na wajood apna, na rooh apni
Bas ik tamasha yeh zeest thehri
Na dil lagi main sakoon paya
Na aashqi main qarar paya
Na wasl lamhay hi raas aaye
Na firaaq hi ghum guzaar paaye
Ajab yeh chahat k marhalay hain
Na jeet paaye na haar paaye
Na hi yaadon ki dhund utri
Na dil k daaman ko jhaar paaye
Na aankhain khawabon ko dhoond paaien,
Na khawab aankhon ko dhoond paay'"

StatCounter