Ghoorur-E-Jan Ko Mere Yaar Baich Dete Hain,
Qbaa Ki Hirs Mein Dastaar Baich Dete Hain.
Ye Log Kia Hain K Do Chaar Khawahishon K Liye,
Tamaam Umar Ka Pindaar Baich Dete Hain.
Janun-E-Zeenat-O-Aaraish-E-Mak aan K Liye,
Kai Makeen Dar-O-Diwaar Baich Dete Hain.
Zara Bhi Narkh Ho Baala To Taajran-E-Harm,
Qalem-O-Jubba-O-Dastaar Baich Dete Hain.
Bus Itna Farq He YOUSAF Mein Or Mujh Mein FARAZ,
K Us Ko Bhai, Or Mujh Ko Yaar Baich Dete Hain
Qbaa Ki Hirs Mein Dastaar Baich Dete Hain.
Ye Log Kia Hain K Do Chaar Khawahishon K Liye,
Tamaam Umar Ka Pindaar Baich Dete Hain.
Janun-E-Zeenat-O-Aaraish-E-Mak
Kai Makeen Dar-O-Diwaar Baich Dete Hain.
Zara Bhi Narkh Ho Baala To Taajran-E-Harm,
Qalem-O-Jubba-O-Dastaar Baich Dete Hain.
Bus Itna Farq He YOUSAF Mein Or Mujh Mein FARAZ,
K Us Ko Bhai, Or Mujh Ko Yaar Baich Dete Hain
No comments:
Post a Comment