Wo Apne Ghar Ke Dareecho Se Jhantka Kum Hai
Talukaat To Ab Bhi Hen Rabta Kum Hai
Aur Tum Us Khamosh Tabiyat Per Tanz Mat Kerna
Wo Sochta Ha Bohat Aur Bolta Kum Hai
Ke Bila Sabab Hi Miaan Tum Udas Rehte Ho
Tumhare Ghar Se To Masjid Ka Fasla Kum Hai
Fazool Tez Hawa'on Ko Dosh Deta Hai
Use Charagh Jalane Ka Hosla Kum Hai
Main Apne Bacho Ki Khatir Hi Jan De Deta
Magar Gharib Ki Jan Ka Muaawza Kum Hai

No comments:
Post a Comment