Thursday, July 5, 2012

Main Ne Poocha Kaisay Ho

Download Urdu Poetry Main Ne Poocha Kaisay Ho Free... Latest Urdu Poetry Main Ne Poocha Kaisay Ho Available Here...


Main Ne Poocha Kaisay Ho?
Badlay Ho Yan Waisay Ho?

Roop Wohi Andaz Wohi
Ya Phir Is Main Koi Kami?

Hijer Ka Kuch Ihsaas To Ho ga
Koi tumharay pass to ho ga?

Main bichra yeah majboori thi
Kab manzoor mujhe doori thi

Sath Hamara Kab choota
Rooh ka rishta kab toota

Ankh se jo Aansoo behte hain
Tum ko khabar hai kia kehte hain?

Main ne kaha awaz tumhari
Aaj bhi hai humraaz hamari

Phool Wafa ke khil jaien gay
Ik din hum phir mil jaien gay...

Ejaaz Hai Kis Ka Ye ( Allama Iqbal)

Allama Muhammad Iqbal Best Urdu Poetry Ejaaz Hai Kis Ka Ye.. Download Urdu Poetry Ejaaz Hai Kis Ka Ye by Allama Muhammad Iqbal...

Ejaaz hai kis ka ye gardish-e-zamana
Toota hai asia main ye sehar-e-firangana

Tameer aashiyan se main ne ye raaz paya
Ehel-e-nawa k haq main bijli hai aashiyana

Ye bandag Khudaye, wo bandage gadaye
Ya banda-e-Khuda ban, Ya banda-e-zamana

Ghafil na ho khudi se kar apni paasbani
Shayad kisi haram ka tub hi hai aastana

Ay La Illaa K waris, baqi nahi hai tujh main
Guftaar dilbarana, kirdaar kahiraana

Tere nigah se dil senon main kaanpte the
Khoya gaya hai tera jazba-e-qalandarana

Raaz-e-haram se shayad “Iqbal” ba khabar hai
Hain is ki guftugu k andaaz muhrimaana

Tuesday, June 12, 2012

Kal halki halki barish thi | Sard hawa ka raqs bhi tha

That is a very light Rainy Day Poetry... Poet Express his feeling that what can he feels when the rain is come.. How he feels alone and make his heart sad... It is a heat touching poetry  Kal halki halki barish thi | Sard hawa ka raqs bhi tha.. and very best urdu Baris Poetry Kal halki halki barish thi | Sard hawa ka raqs bhi tha.. Enjoy Barish Poery Kal halki halki barish thi | Sard hawa ka raqs bhi tha....

Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka raqs bhi tha!

Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un pe aap ka aks bhi tha!

Aaj Wo Keh Gya Mujhko Ki Bewafa Hoon Mai



Aaj Wo Keh Gya Mujhko Ki Bewafa Hoon Mai is a best urdu poetry.. You may also like this urdu poetry.. Read and enjoy this....

Kabhi Kehta Tha Mujhe Ke Koi Duaa Hoon Mai
Aaj Wo Keh Gya Mujhko Ki Bewafa Hoon Mai!

Wo Jee Na Paata Tha Lamha Kabhi Bagair Mere
Aaj Kehne Laga Mujhko Ki Ek Sazaa Hoon Mai!

Yahi Dastoor Hai Aur Aisa Hi Hota Aaya
Lagi Maashuq Ke Mehndi  Aur Aashiq Rota Aaya!

Magar Riwaaz Bhi Ye Ulta Kar Diya Maine
Bina Chaahat Kisi Ki Maang Bhar Diya Maine!

Kiya Hai Jo Bhi Ispe Khud Se Hi Khafa Hoon Mai
Aaj Wo Keh Gya Mujhko Ki Bewafa Hoon Mai.....

It takes only a minute | English Poetry | English Best Shayari

It hurts to love someone and not be loved in return, But what is more painful is to never have the courage to let that person know how you feel. Don’t go for looks; they can deceive. Don’t go for wealth; even that fades away. Go for someone who makes you smile because it takes only a smile to make a dark day seem bright. It takes only a minute to get a crush

Friday, June 1, 2012

Apple's iPhone 5 New Looks and Specs

In the past month we've seen leak out of the specifications of the project, which he claimed for the iPhone 5th Chinese companies seem to be betting on this project when they began to produce cases on the basis that the draft document. We had also requested and obtained based on some of the early ontwerpen.Gezien cover as predictive housing designs in the past that we have called CiccareseDesign quality renderings as soon as possible to the original design of the case of a leak. The measurements were taken against leakage when the original draft, and then into 3D modeling design manufacturers software.De show areas that the question of open or import should be exposed, but says little. In the past, and this led to some misunderstandings about the roles in the future.

Wednesday, May 30, 2012

Miss You SMS | Missing You SMS

If u wanna know how much i miss u,
Try to catch rain drops,
The ones u catch is how much u miss me,
And the other u miss is how much i miss.
--------------------------------------------------------------------------------
Never ever thought we will not be together this day.
I am really missing you very much.
The Rakhi you send is very good,
it's looking great on my wrist.
I just pray that we will be together on every Rakhi from next year.
May God bless you with lot of happiness, love and success.
Take care.
Miss You..!
--------------------------------------------------------------------------------
when i see my self i remember her i forget my all sorrows, and i feel like happiest person of this world,i could'nt foget her really.. imiss yo my love
--------------------------------------------------------------------------------

Love SMS | Lovely SMS


Today I have Post Love and Lovely SMS on my blog.. You can copy this SMS and past to your computer or even send it to your mobile phone.. 


--------------------------------------------------------------------------------

Heart can skip beat for a while.
Memories can be kept in a file
A Desert can replace the
Nile
But nothing can stop a Smile
When your NAME comes on my
Mobile
DEFINITELY U !


--------------------------------------------------------------------------------


Why do we close our Eyes
When we Pray
When we Cry
When we Dream
When we Kiss
Because the Most BEAUTIFUL thing in life are not seen.
But felt by the heart !
DEFINITELY U !

Tuesday, May 29, 2012

Urdu Funny Poetry Hajj Ada Krne Gaya

Haaj Ada Karne Gaya Tha Qoom Ka Lidar Koi!

Sangbari Ke Liye Shetan Par Jana Para

Eyk Kankar Phenkane Par Ye Sada Ayi Usy!

Tum Too Apne Admi Thy Tum Ko Akhir Kia Hoa

Saturday, May 5, 2012

Meri Ragon Main To Dorta Ha Be-Wafa Lahu!


Meri Ragon Main To Dorta Ha Be-Wafa Lahu!
Logo Suno Wo Iss Lahu Se Wafa Mangta Raha

Main Keh To Deti Magar Mujhy Koi Jumla Yaad Na Raha!
Main Ro To Deti Magar Meri Ankh Main Koi Ansu Na Raha

Wo Mujh Se Khurd Ki Manzilain Puchta Raha!
Jisy Janu Main Apna Ghar Bhi Yaad Na Raha

Hamrahi Tha to Chlta Wo Mery Sath Lubna!
Kiun Dhup Main Wo Saaya Ban Ke Khara Raha

Main To Dewani Hu Phenkany Ki Adat Ha Mujhy!
Wo Kiun Behas Main Mujh Se Sari Rat Bolta Raha

Meri Ragon Main To Dorta Ha Be-Wafa Lahu!
Logo Suno Wo Iss Lahu Se Wafa Mangta Raha

Muhabat USy Bhi Thi Mujhy Bhi Thi Lubna!
Phir Wo Kiun Meri Tarha Yehi Lafz Bhulta Raha

Wednesday, April 11, 2012

Magar Sar e Rah! By By: Lubna Iqbal (ANSU)

Tere Nishan Akshar Mujhy Milte Hain MAgar Sar e Rah
Kabhi Chehra Kabhi Bal Kabhi Khushbu

Magar Sar e Rah!

Tasawur Main To Har Chehra Tere Chehre Se Milta Hai
Haqeqat Main Bhi Milna Mujh Se

Magar Sare Rah!

Judai Ki Fasilon Ko Kanton Se Chunte Hain Log
Warna Dil To Bohat Chahta HAin Hath Main Tera Hath Ho

Magar Sar E Rah!

Logon Ki Sunty Sunty Thak Si Rahi Hun
Kash Teri Awaz Ho Ar Main Hun

Magar Sare Rah!

Tumhain He Nahi Khud Ko Bhi Dhokha Dene Ka Shok Curaya Hain
Tabhi Khoob Ghumti Hun Bohat Zoor Se Hansti Hun

Magar Sare Rah….


                By: Lubna Iqbal (ANSU)

Hawad-E-Se Zamana Ne Pareshan Hamain Itna Kea

Hawad-E-Se Zamana Ne Pareshan Hamain Itna Kea
Jidhar Bhi Gae Galati Se Ek Dil Badal Ayeee!

Darwaze Bohat Thy Uss Makan Main
Ek Se Gae To Dusry Se Nikal Aye!

Roty Hain Ham Apne He Kirdar Pe Aksar
Har Chehre Se Ek Pari Chehra Nikal Aye!

Ab To Dundli Si Hain Sab Taswerain
Jawani Ke Us Daur Se Jane Kab Nikal Aye…

                           By: Lubna Iqbal (ANSU)

Thursday, April 5, 2012

Chalo tum chor do mujh ko Nice Urdu Shairi


Chalo tum chor do mujh ko
Main wapies lot jati hoon.

Tumhain
manzil mubarak ho.

Naya saathi mubarak ho.

Magar phir aey mere
humdam

mujhy itna to batla do…..?

K wapies kis taraf
jaon….?

Kahan se saath laye thay…?

Mujhay itna to samjha
do…?

Agar aisa nahi mumkin….

To muj ko is tarah
torro

K main yaksar bikhar jaon

Bhataknay
se to behtar hai

Tumharay pass marr jaon…..!!!!!!

Yeh Lafzon Ki Shararat Hai

Yeh Lafzon Ki Shararat Hai, Sambhal Ker Kuch Bhi Likhna Tum,

Mohabbet Lafz Hai Lakin Yeh Aksar Ho Bhi Jaati Hai.....!



Wednesday, April 4, 2012

Wasi Shah Ghazal Tum meri ankh k tewar na bhula paoge

Today i am posting Wasi Shah Ghazal Urdu Poetry Tum meri ankh k tewar na bhula paoge.. It is a great Ghazal and hurt touching Words.. You may also like it... Enjoy Urdu Poetry Tum meri ankh k tewar na bhula paoge....


Tum meri ankh k tewar na bhula paoge
ankahi bat ko samjhoge to yad aunga

ham ne khushyon ki tarah dukh bhi ikathe dekhe
safah-e-zist ko paltoge to yad aunga

isi andaz mein hote the mukhatib mujh se
khat kisi aur ko likhoge to yad aunga

sard raton k mahkate hue sannaton mein
jab kisi phul ko chumoge to yad aunga

ab tere ashk main honthon se chura leta hun
hath se khud inhen ponchoge to yad aunga

shal pahnayega ab kaun decembar mein tumhen
barishon mein kabhi bhigo ge to yad aunga

aj tum mahfil-e-yaran pe ho magrur bahut
jab kabhi tut k bikhroge to yad aunga

hadse ayenge jiwan mein to tum ho k nidhal
kisi diwar ko thamoge to yad aunga

is mein shamil hai meri bakht ki tariki bhi
tum siyah rang jo pahnoge to yad aunga

Monday, April 2, 2012

Urdu Poetry Is a expression of our feelings

Urdu Poetry Is a expression of our feelings



Urdu Poetry Is a expression of our feelings to others and we were say our feeling indirectly form urdu poetry to our beloved...  Some people who have never say directly that what he think in there minds but actually want to say so in that case they use urdu poetry for that...

So the point is that why we hear Urdu Poetry.... The answer is that Urdu Poetry Feels very nice and heart touching when we hear urdu poetry then we feels a change in ourselves you may also try this and tell me what can you feel? There are may Legend Poets in our country i recommend you to read and hear the urdu poetry of sagar siddiqui, ahmed faraz, parveen shakir, mirza ghalib and may more...

Nazar Nazar Beqarar Si Ha Ghazal By Sagar Siddiqui

Nazar Nazar Beqarar Si Ha Ghazal By Sagar Siddiqui



Sagar Siddiqui Is a legend and famous from his poetry. He was wrote thousands of poetry and Ghazalas whos have touches the Youths hurt.. Sagar Siddiqui was born in Ambala on 1928. His real name was Muhammad Akhtar.. Today we called him as Sagar Siddiqui because of his Poetry and Ghazals in urdu and many Languages... Today i have post a famous and nice Ghazal by Sagar Saddiqui i hope you will like it and give me your suggestios to post some nice and lovely urdu poetry.

StatCounter