Monday, February 4, 2013

Now create iPhone Application!



I've heard most of you about "iFart" application for the iPhone. This application can be foolish, such as voice, but you knew that was converted to a profit $ 54.657 in just 30 days. Come to think of it, it's really hard to make a fortune with iPhone apps,

Pakistani Girl Most Beautiful Pics | Wallpapers | Numbers


Pakistani Girls are known for her beauty and Simplicity. Most Pakistani and desi girls are found of chatting by sms I mean text messages because she want a sensor friend in her life to share every thing with her boyfriend or friend.. The Pakistani girls and desi girls also giving her number in many desi sites at several times as well as forums, so you can easily contact Pakistani girls mobile numbers and also see Pakistan girls wallpapers and Pakistani girls pics in my website/blog… Enjoy the pics of desi and Pakistani girls.


CIGARETE PEENE KA BUHOT DIL CHAHA


CIGARETE PEENE KA BUHOT DIL CHAHA

Pathan ko raat me cigarete peene ka buhot dil chaha

Sab taraf machis dhoond li , par kahen nahi mili

Jab buhot tang aagaya to mom batti bujha k so gaya .

Eid Mubarak SMS


Eid Mubarak SMS

R U Waiting 4
My Msg?
     .-*-.
    ( ‘.’ )
=(,,)=(,,)=
Shoo Shweeeeet..
Dont Worry.
How Can I
Forget U?
HERE Comes
My Wish.
Eid Mubarak

Mausam Hai Barish Ka, Aur Yaad Tumhari Aati Hai

Mausam Hai Barish Ka, Aur Yaad Tumhari Aati Hai

Mausam hai Barish ka,
Aur yaad tumhari aati hai,
Barish kay her ik Qatray se,
Aawaz tumhari aati hai,
Badal jab garajta hai,
Dil ki dharkan barh jati hai,
Aur Dil ki her ik dharkan se,
Aawaz tumhari aati hai,
Jab taiz hawaen chalti hain,
To yaad tumhari aati hai,
Mausam hai Barish ka,
Aur yaad tumhari aati hai.

Friday, February 1, 2013

Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Nasir Kazmi

Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Nasir Kazmi.. Nasir Kazmi is a great poet his Ghazal Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi is one of the best poem or Ghazal. You also enjoy to read this Ghazal... Enjoy Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Nasir Kazmi.. and also Download Dil Mein Ek Lehar Si Uthi Hai Abhi by Gulam Ali

دل میں ایک لہر سی اُٹھی ہے ابھی

کوئی تازہ ہوا چلی ہے ابھی



شور برپا ہے خانۂ دِل میں

کوئی دیوار سی گِری ہے ابھی


کچھ تو نازُک مِزاج ہیں ہم بھی

اور یہ چوٹ بھی نئی ہے ابھی


بھری دُنیا میں دِل نہیں لگتا

جانے کِس چیز کی کمی ہے ابھی


شہر کی بے چراغ گلیوں میں

زندگی تجھ کو ڈھونڈتی ہے ابھی


تم تو یارو! ابھی سے اُٹھ بیٹھے

شہر میں رات جاگتی ہے ابھی

   وقت اچھا بھی آئے گا ناصر 

غم نہ کر زندگی پڑی ہے ابھی

Ajib tarz-e-mulaqat ab k bar rahi | Parveen Shakir


tumhin the badle hue ya meri nigahen thin
tumhari nazron se lagta tha jaise meri bajaye
tumhare ghar main koi aur shakhs aya hai
tumhare ohad ki denen tumhen mubarak

so tum ne mera swagat usi tarah se kiya
jo afsaran-e-hukumat k aitaqad main hai
takallufan mere nazdik a k baith gaye
phir ehtamam se mausam ka zikr cher diya

kuch us k bad siyasat ki bat bhi nikli
adab par bhi koi do char tabsare faramaye
magar na tum ne hamesha ki tarah ye pucha
kya waqt kaisa guzarta hai tera jan-e-hayat

pahar din ki aziyat main kitni shiddat hai
ujar rat ki tanhai kya qayamat hai
shabon ki sust rawi ka tujhe bhi shikwa hai
gam-e-firaq k qisse nishat-e-wasl ka zikr
rawayatan hi sahi koi bat to karte

Faiz Ahmad Faiz Teri Umeed Tera intazaar jab se hai


Teri Umeed Tera intazar jab se hai 
na shab ko din se shikaayat na din ko shab se hai 

kisi kaa dard
ho karate hai.n tere naam raqam 
gilaa hai jo bhi kisii se teri sabab se hai 

huaa hai jab se dil-e-nasabur beqabu 
kalam tujhase nazar ko ba.Dii adab se hai 

agar sharar hai to bha.Dake, jo phuul hai to khile 
tarah tarah kii talab tere rang-e-lab se hai 

kahaa N gaye shab-e-furqat ke jaganevale 
sitaara-e-sahar ham-kalam kab se hai

StatCounter