Main Talkhie-e-Hayat Se Ghabra Ke Pee Gaya ,
Gham Ki Siyah Raat Se Ghabra K PeeGaya .
Itni Daqeeq Shey Koi Kese Samajh Sake,
Yazdaan K Waaqiyaat Se Ghabra K PeeGaya ......
ChhalkeHue Thye Jaam Pareshaan Thee Zulf-E-Yaar,
Kuch Aese Halaat Se Ghabra K PeeGaya ...
Main Aadmi Houn Koi Farishta Nahi Huzoor,
Main Aaj Apni Zaat Se Ghabra K PeeGaya ...
Kaante To Khair Kaante Hain Un Se Gila Hee Kya,
Pholoun Ki Waardaat Se Ghabra K PeeGaya ...
"Saghar" Wo Keh Rahe The Pee Liejiye Huzoor,
Un Ki Guzaarshaat Se Ghabra K PeeGaya ...
Gham Ki Siyah Raat Se Ghabra K Pee
Itni Daqeeq Shey Koi Kese Samajh Sake,
Yazdaan K Waaqiyaat Se Ghabra K Pee
Chhalke
Kuch Aese Halaat Se Ghabra K Pee
Main Aadmi Houn Koi Farishta Nahi Huzoor,
Main Aaj Apni Zaat Se Ghabra K Pee
Kaante To Khair Kaante Hain Un Se Gila Hee Kya,
Pholoun Ki Waardaat Se Ghabra K Pee
"Saghar" Wo Keh Rahe The Pee Liejiye Huzoor,
Un Ki Guzaarshaat Se Ghabra K Pee
Saghar Siddiqui
No comments:
Post a Comment