Monday, July 18, 2011

Jab Sar e Sham Usne Zulfon Ko Sanwara Ho Ga

Jab Sar e Sham Usne Zulfon Ko Sanwara Ho Ga


Hath mein kangan Aankh mein kaJal Aawara ho ga,,,

Us k Jorey mein saJa wo sufaid gulaab!

Raat ko sotey mein kisi ne to utara ho ga,,,

Aalm e tanhai mein shab bhar karwtain ley kr!

koi to ho ga Jisey usne pukara ho ga,,,

Haaye wo neend mein doobi huwi makhmoor Aankhen!

Jisne dekha wo dil waheen pey hara ho ga,,,

Us k betaab larzte huey honton pey "sahil"

Hmain yaqeen hai machlta hua wo naam hmara ho ga

No comments:

Post a Comment

StatCounter