Friday, September 23, 2011

Muhabbat Ab Nahi Hogi....!

Sitarey Jo Damaktey Hain
Kisi ki Cash'may Hairaan Main
Mulaqatain Jo Hoti Hain
Jamal e 'abr' o 'baraan Main

Ya Na Abad Waqtoon Main
Dil e 'Nashaad Main Hogi
Muhabbat Ab Nahi Hogi
Yea Kuch Din Bad Main Hogi

Guzar Jaein Gay Jab Yea Din
Yea Un ki Yaad Main Hogi
Muhabbat Ab Nahi Hogi......

No comments:

Post a Comment

StatCounter